">
Phool Hai Baharo Ka lyrics from Jigri Dost (1969) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, music composed by Laxmikant Pyarelal, starring Mumtaz, Basant, Jeetendra.
Song Lyrics
phul hai baharo ka bag hai najaro ka or chand hota hai sitaro ka mera tu tuhi tu phul hai baharo ka bag hai najaro ka or chand hota hai sitaro ka mera tu tuhi tu mauj hai kinaro ki rat bekararo ki or rim jhim sawan ki fuharo ki meri tu tuhi tu mauj hai kinaro ki rat bekararo ki or rim jhim sawan ki fuharo ki meri tu tuhi tu kabhi kahi mai kho jau, kaha dhunde kaha jaye mera pata fir tu kisse puche jiske dil me tu basa hai, jiske dil me tu chupa hai wo tujhe galiyo me kyu dhunde nam mastane ka ishk hai diwane ka or teer hota hai nishane ka meri tu tuhi tu o diwane maine aisa kya kaha hai kya hua hai tune dil kyu tham liya hai o hasina kya batau tere dil me mere dil ko pyar bhara paygam diya hai reet hai jamane ki aaj hai fasane ki or shama hoti hai parwane ki mera tu tuhi tu phul hai baharo ka bag hai najaro ka or chand hota hai sitaro ka meri tu tuhi tu, mera tu tuhi tu
The Phool Hai Baharo Ka song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 1969. It was sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, featuring Mumtaz, Basant, Jeetendra. The details of Phool Hai Baharo Ka song lyrics are given below:
Movie: Jigri Dost
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi
Music / Music Composer: Laxmikant Pyarelal
Artists / Stars: Mumtaz, Basant, Jeetendra
Music On:
Year: 1969