">
Mere Desh Me Pawan Chale Purvai lyrics from Jigri Dost (1969) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Mohammed Rafi, music composed by Laxmikant Pyarelal, starring Mumtaz, Basant, Jeetendra.
Song Lyrics
mere desh me ho mere desh me mere desh me pawan chale purwai, ho mere desh me mere desh ko dekhe bhai sari dunia aayi mere desh me ho mere desh me mere desh me pawan chale purwai, ho mere desh me jhil mil jhil mil tara chamke, dag mag dag mag naiya dole rim jhim badal barse rama ho, gungun gungun bhawre jhume jhar jhar jharne jhume, cham cham payal baje rama ho he gaiya nache bansuri bajaye re kanayi mere desh me ho mere desh me mere desh me pawan chale purwai, ho mere desh me jiwan apna sundar sapna, kaun paraya kaun hai apna pyar sabhi ka apne dil me ho, har ek rang ke phul hai khilte har majhab ke log hai milte, is bagiya me is mahfil me ho he hum sare hai bharat wasi, sab hai bhai bhai mere desh me ho mere desh me mere desh me pawan chale purwai, ho mere desh me ambua ki dali pe koyal, git sunaye komal komal mere bag ki kaliyo ke ho, patjhad mast baharo jaise pathar bhi hai taro jaise, mere gaw ki galiyo ke mere khet ki mitti ne, sone ki surat payi mere desh me ho mere desh me mere desh me pawan chale purwai, ho mere desh me mere desh ko dekhe bhai sari dunia aayi mere desh me ho mere desh me mere desh me pawan chale purwai, ho mere desh me
The Mere Desh Me Pawan Chale Purvai song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 1969. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Mumtaz, Basant, Jeetendra. The details of Mere Desh Me Pawan Chale Purvai song lyrics are given below:
Movie: Jigri Dost
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi
Music / Music Composer: Laxmikant Pyarelal
Artists / Stars: Mumtaz, Basant, Jeetendra
Music On:
Year: 1969