">
Banjaara lyrics from Ek Villain (2014) movie is penned by Mithoon, sung by Mohammed Irfan, music composed by Mithoon, starring Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor.
Song Lyrics
jise zindagi dhoondh rahi hai kya ye woh makaam mera hai yahan chain se bas ruk jaun kyon dil ye mujhe kahta hai jazbaat naye se mile hain jaane kya asar ye huaa hai ik aas mili phir mujhko jo qubool kisi ne kiya hai kisi shaayar ki ghazal jo de rooh ko sukoon ke pal koi mujhko yun mila hai jaise banjaare ko ghar main mausam ki sehar yaa sard me dopahar koi mujhko yun mila hai jaise banjare ko ghar jaise koi kinaara deta ho sahaara mujhe wo mila kisi mod par koi raat ka taara karta ho ujaala waise hi roshan kare woh shehar dard mere woh bhula hi gayaa kuch aisa asar hua jeena mujhe woh phir se woh sikha raha hm jaise baarish kar de tar yaa marham dard par koi mujhko yun mila hai jaise banjare ko ghar mai mausam ki sehar ya sard me dopahar koi mujhko yun mila hai jaise banjaare ko ghar muskaata yeh chehra deta hai jo pehraa jaane chhupata kya dil ka samandar auro ko to hardam saaya deta hai woh dhoop me hai khada khud magar chot lagi hai usey phir kyon mehsoos mujhe ho raha hai dil tu bata de kya hai iraada tera main parinda besabar tha uda jo darbadar koi mujhko yun mila hai jaise banjarey ko ghar main mausam ki sehar ya sard me dopahar koi mujhko yun mila hai jaise banjarey ko ghar koi mujhko yun mila hai jaise banjare ko ghar, jaise banjare ko ghar jaise banjare ko ghar, jaise banjare ko ghar
The Banjaara song lyrics is written by Mithoon in the year 2014. It was sung by Mohammed Irfan, featuring Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor. The details of Banjaara song lyrics are given below:
Movie: Ek Villain
Singer: Mohammed Irfan
Lyricist / Lyrics Writer: Mithoon
Music / Music Composer: Mithoon
Artists / Stars: Sidharth Malhotra, Shraddha Kapoor
Music On:
Year: 2014