">
Janam Janam Ka Saath Hai lyrics from Tumse Achha Kaun Hai (1969) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Mohammed Rafi, music composed by Shankar Jaikishan, starring Shammi Kapoor, Babita.
Song Lyrics
janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye pyar amar hai duniya me, pyar kabhi nahi marta hai pyar amar hai duniya me, pyar kabhi nahi marta hai maut badan ko aati hai, ruh ka jalwa rahta hai janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye o shahjadi sapno ki itni tu hairaan na ho o shahjadi sapno ki itni tu hairaan na ho mai bhi tera sapna hu, jaan mujhe anjan na ho janam-janam ka sath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye janam-janam ka sath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye tu manzil mai raahi hu, ek din tujhko paunga tu manzil mai raahi hu, ek din tujhko paunga kaun mujhe ab rokega, hardam yuhi aaunga janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye
The Janam Janam Ka Saath Hai song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1969. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Shammi Kapoor, Babita. The details of Janam Janam Ka Saath Hai song lyrics are given below:
Movie: Tumse Achha Kaun Hai
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri
Music / Music Composer: Shankar Jaikishan
Artists / Stars: Shammi Kapoor, Babita
Music On:
Year: 1969