">
Tadbir Se Bigdi Hui Takdir Banale lyrics from Baazi (1951) movie is penned by Sahir Ludhianvi, sung by Geeta Dutt, music composed by Sachin Dev Burman, starring Dev Anand, Geeta Bali, Kalpana Kartik.
Song Lyrics
tadbir se bigdi huyi takdir bana le, takdir bana le apne pe bharosa hai to ye danv laga le, laga le danv laga le tadbir se bigdi huyi takdir bana le, takdir bana le apne pe bharosa hai to ye danv laga le, laga le danv laga le darta hai jamane ki nigaho se bhala kyu, nigaho se bhala kyu darta hai jamane ki nigaho se bhala kyu, nigaho se bhala kyu insaf tere sath hai iljam utha le, iljam utha le apne pe bharosa hai to ye danv laga le, laga le danv laga le kya khak woh jina hai jo apne hi liye ho, apne hi liye ho kya khak woh jina hai jo apne hi liye ho, apne hi liye ho khud mitke isi aur ko mitne se bacha le, mitne se bacha le apne pe bharosa hai to ye danv laga le, laga le danv laga le tute huye patwar hain kashti ke toh ham kya haari huyi baaho ko hi patwar bana le, patwar bana le apne pe bharosa hai to ye danv laga le, laga le danv laga le tadbir se bigdi huyi takdir bana le, takdir bana le apne pe bharosa hai to ye danv laga le, laga le danv laga le
The Tadbir Se Bigdi Hui Takdir Banale song lyrics is written by Sahir Ludhianvi in the year 1951. It was sung by Geeta Dutt, featuring Dev Anand, Geeta Bali, Kalpana Kartik. The details of Tadbir Se Bigdi Hui Takdir Banale song lyrics are given below:
Movie: Baazi
Singer: Geeta Dutt
Lyricist / Lyrics Writer: Sahir Ludhianvi
Music / Music Composer: Sachin Dev Burman
Artists / Stars: Dev Anand, Geeta Bali, Kalpana Kartik
Music On:
Year: 1951