">
Bholi Surat Dil Ke Khote lyrics from Albela (1951) movie is penned by Rajinder Krishan, sung by Chitalkar Ramchandra, Lata Mangeshkar, music composed by Chitalkar Ramchandra, starring Bhagwan Dada, Geeta Bali.
Song Lyrics
Bholi surat dil ke khote Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote Bholi surat dil ke khote Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote O o o Naye zamaane ki yeh chhaila, ujle kapade dil hai maila Rang-rangi inki thaayi, ghar mein lekin kadki chaayi Chorus: kadki chaayi -3 Rang-rangi inki thaayi, ghar mein lekin kadki chaayi Fashion mein dil mote khote Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote Bholi surat dil ke khote Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote Naye zamaane ki yeh naari, Oonchi sandal baaki saadi Naino mein kajra hotho pe laali Haath mein kangan kaan mein baali, kaan mein baali Naino mein kajra hotho pe laali nakhre bade mote khote Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote Bholi surat dil ke khote Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote Husn aur ishq ki yeh ladayi, Suru se jag mein hoti aayi Chitalkar: Na koi jeete na koi haare, Ajee kyoon na phir miljaaye pyaare Lata, chitalkar: Na tum bade na hum chhote Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote Bholi surat dil ke khote Naam bade aur darashan chhote, darashan chhote
The Bholi Surat Dil Ke Khote song lyrics is written by Rajinder Krishan in the year 1951. It was sung by Chitalkar Ramchandra, Lata Mangeshkar, featuring Bhagwan Dada, Geeta Bali. The details of Bholi Surat Dil Ke Khote song lyrics are given below:
Movie: Albela
Singer: Chitalkar Ramchandra, Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Rajinder Krishan
Music / Music Composer: Chitalkar Ramchandra
Artists / Stars: Bhagwan Dada, Geeta Bali
Music On:
Year: 1951