Insan Badalte Rehte Hain Lyrics

Insan Badalte Rehte Hain lyrics from Jadoo (1951) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Naushad, starring Nalini Jaywant, Suresh.




5 2

Song Lyrics

nadan muhabbat valo ke araman badalte rehate hai
iss rang badalti duniya me insan badalte rehate hai
nadan muhabbat vale
nadan muhabbat valo ke araman badalte rehate hai
iss rang badalti duniya me insan badalte rehate hai
nadan muhabbat vale

basti hai kushi jis dil me vahi gam ka bhi basera hota hai
basti hai kushi jis dil me vahi gam ka bhi basera hota hai
gam ka bhi basera hota hai
ghar ek hi rehata hai lekin mehman badalte rahate hai
iss rang badalati duniya me insan badalte rahate hai
nadan muhabbat vale

hans hans ke gujare din hamne ro kar bhi gujar hi jayenge
hans hans ke gujare din hamne ro kar bhi gujar hi jayenge
ro kar bhi gujar hi jayenge
jina hai vahi par jine ke saman badalte rehate hai
iss rang badalati duniya me insan badalte rehate hai
nadan muhabbat vale


Official Video Song



Song Details

The Insan Badalte Rehte Hain song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1951. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Nalini Jaywant, Suresh. The details of Insan Badalte Rehte Hain song lyrics are given below:

movie Movie: Jadoo

singer Singer: Lata Mangeshkar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni

music Music / Music Composer: Naushad

artist Artists / Stars: Nalini Jaywant, Suresh

music on Music On:

year Year: 1951


Insan Badalte Rehte Hain lyrics from Jadoo

Jadoo Songs List

5
3
5
2
3
2
2
3
0
2
0
2
0
2
0
2