">
Aye Zindagi Ke Rahi lyrics from Bahar (1951) movie is penned by Rajinder Krishan, sung by Talat Mahmood, music composed by Sachin Dev Burman, starring Karan Dewan, Pran, Vyjayantimala, Padmini.
Song Lyrics
aye zindagi ke raahi himmat na haar jaana aye zindagi ke raahi aye zindagi ke raahi himmat na haar jaana beetegi raat gham ki badalega ye zamaana aye zindagi ke raahi kyon raat ki siyaahi tujh ko dara rahi hai kyon raat ki siyaahi tujh ko dara rahi hai haare huye musaafir manzil bula rahi hai haare huye musaafir manzil bula rahi hai bas jaayega kisi din ujada jo aashiyaana beetegi raat gham ki badalega ye zamaana aye zindagi ke raahi haatho se tere daaman ummeed ka na chhute haatho se tere daaman ummeed ka na chhute dam tut jaaye lekin himmat kabhi na tute dam tut jaaye lekin himmat kabhi na tute marne me kya dhara hai jeene kaa kar bahaana beetegi raat gham ki badalega ye zamaana aye zindagi ke raahi
The Aye Zindagi Ke Rahi song lyrics is written by Rajinder Krishan in the year 1951. It was sung by Talat Mahmood, featuring Karan Dewan, Pran, Vyjayantimala, Padmini. The details of Aye Zindagi Ke Rahi song lyrics are given below:
Movie: Bahar
Singer: Talat Mahmood
Lyricist / Lyrics Writer: Rajinder Krishan
Music / Music Composer: Sachin Dev Burman
Artists / Stars: Karan Dewan, Pran, Vyjayantimala, Padmini
Music On:
Year: 1951