">
Takraa Gaya Tum Se lyrics from Aan (1952) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Mohammed Rafi, music composed by Naushad, starring Nadira, Dilip Kumar.
Song Lyrics
dil ko hua tumse pyaar, ab hai tumhe ikhtiyaar chaahe bana do, chaahe mita do takra gaya tumse dil hi to hai roye na ye kyo ghayal hi to hai takra gaya tumse dil hi to hai roye na ye kyo ghayal hi to hai, ghayal hi to hai vo pyaar se nafrat karte hai ham hai ke unhi pe marte hai vo pyaar se nafrat karte hai ham hai ke unhi pe marte hai ab kaise nibhe mushkil hi to hai ab kaise nibhe mushkil hi to hai takra gaya tumse dil hi to hai roye na ye kyo ghayal hi to hai, ghayal hi to hai bedard ko ai dil yaad na kar tadpe jaa yu hi, fariyaad na kar bedard ko ai dil yaad na kar tadpe jaa yu hi, fariyaad na kar kyo raham kare, qaatil hi to hai kyo raham kare, qaatil hi to hai takra gaya tumse dil hi to hai roye na ye kyo ghayal hi to hai, ghayal hi to hai
The Takraa Gaya Tum Se song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1952. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Nadira, Dilip Kumar. The details of Takraa Gaya Tum Se song lyrics are given below:
Movie: Aan
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni
Music / Music Composer: Naushad
Artists / Stars: Nadira, Dilip Kumar
Music On: HMV
Year: 1952