">
Aaye Na Ab Tak Baalma lyrics from Daag (1952) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Shankar Jaikishan, starring Nimmi.
Song Lyrics
maut aa gayi na aaye vo marne ke baad bhi aankhe tarasi rah gayi is intazaar me kaahe ko der lagaayi re aaye na ab tak baalma hamne to jaan ganvaayi re aaye na ab tak baalma kaahe ko der lagaayi re aaye na ab tak baalma meri dua naakam huyi hai suraj duba shaam huyi hai pehne qafan jayegi muhabbat dil ki lagi badnam huyi hai hansati hai saari khudaayi re aaye na ab tak baalma kaahe ko der lagaayi re aaye na ab tak baalma duniya yu hi royegi aayengi kushiya gam bhi sahegi lekin meri barbaad javaani mit ke bhi unse yahi kahegi hamse to ki bevafaayi re aaye na ab tak baalma kaahe ko der lagaayi re aaye na ab tak baalma rang ye laayi chaahat kisi ki yaad rahegi ulfat kisi ki meri kasam tujhe meri kasam tujhe e maut thahar ja dekh to lu surat kisi ki hamne to prit nibhaayi re aaye na ab tak baalma kaahe ko der lagaayi re aaye na ab tak baalma hamne to jaan ganvaayi re aaye na ab tak baalma
The Aaye Na Ab Tak Baalma song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1952. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Nimmi. The details of Aaye Na Ab Tak Baalma song lyrics are given below:
Movie: Daag
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri
Music / Music Composer: Shankar Jaikishan
Artists / Stars: Nimmi
Music On:
Year: 1952