">
Jaane Na Najar Pehchane Jigar lyrics from Aah (1953) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Lata Mangeshkar, Mukesh, music composed by Shankar Jaikishan, starring Raj Kapoor, Nargis Dutt.
Song Lyrics
jaane na nazar pehchane jigar ye kaun jo dil par chhaya mera ang ang muskaya mera ang ang muskaya jaane na nazar pehchane jigar ye kaun jo dil par chhaya mera ang ang muskaya mera ang ang muskaya aawaaz ye kiski aati hai jo chhed ke dil ko jati hai aawaaz ye kiski aati hai jo chhed ke dil ko jati hai main sunke jise sharma jaau hai kaun jo mujh me samaya mera ang ang muskaya mera ang ang muskaya jaane na nazar pehchane jigar ye kaun jo dil par chhaya mujhe roz roz tadapaya mujhe roz roz tadapaya dhudhenge use hum taaro me, saawan ki thandi baharo me dhudhenge use hum taaro me, saawan ki thandi baharo me par ham bhi kisi se kam to nahi kyun rup ko apne chhupaya mujhe roz roz tadapaya mujhe roz roz tadapaya jaane na nazar pehchane jigar ye kaun jo dil par chhaya mera ang ang muskaya mera ang ang muskaya bin dekhe jisko pyar karu gar dekhu usko jaan bhi du bin dekhe jisko pyar karu gar dekhu usko jaan bhi du ek baar kaho o jaadugar ye kaun sa khel rachaya mera ang ang muskaya mera ang ang muskaya jaane na nazar pehchane jigar ye kaun jo dil par chhaya mera ang ang muskaya mera ang ang muskaya
The Jaane Na Najar Pehchane Jigar song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1953. It was sung by Lata Mangeshkar, Mukesh, featuring Raj Kapoor, Nargis Dutt. The details of Jaane Na Najar Pehchane Jigar song lyrics are given below:
Movie: Aah
Singer: Lata Mangeshkar, Mukesh
Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri
Music / Music Composer: Shankar Jaikishan
Artists / Stars: Raj Kapoor, Nargis Dutt
Music On:
Year: 1953