">
Tere Phulo Se Bhi Pyaar lyrics from Nastik (1954) movie is penned by Kavi Pradeep, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Chitalkar Ramchandra, starring Ajit, Nalini Jaywant.
Song Lyrics
amrit aur zahar dono hai sagar me ek sath manthan ka adhikar hai sab ko phal prabhu tere hath tere phulo se bhi pyar tere katon se bhi pyar jo bhi dena chahe de de kartar duniya ke taranhar tere phulo se bhi pyar tere katon se bhi pyar jo bhi dena chahe de de kartar duniya ke taranhar duniya ke taranhar chahe sukh de ya dukh chahe khushi de ya gam chahe sukh de ya dukh chahe khushi de ya gam malik jaise bhi rakhega vaise rah lege ham malik rah lege ham chahe hansi bhara sansar de ya ansuo ki dhar jo bhi dena chahe de de kartar duniya ke taranhar duniya ke taranhar tere phulo se bhi pyar tere katon se bhi pyar jo bhi dena chahe de de kartar duniya ke taranhar duniya ke taranhar ham ko dono hai pasad teri dhup aur chhanv ham ko dono hai pasad teri dhup aur chhanv data kisi bhi disha me le chal zindagi ki nav le chal zindagi ki nav chahe hame laga de par duba de chahe hame majhdhar jo bhi dena chahe de de kartar duniya ke taranhar tere phulo se bhi pyar tere katon se bhi pyar jo bhi dena chahe de de kartar duniya ke taranhar duniya ke taranhar
The Tere Phulo Se Bhi Pyaar song lyrics is written by Kavi Pradeep in the year 1954. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Ajit, Nalini Jaywant. The details of Tere Phulo Se Bhi Pyaar song lyrics are given below:
Movie: Nastik
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Kavi Pradeep
Music / Music Composer: Chitalkar Ramchandra
Artists / Stars: Ajit, Nalini Jaywant
Music On:
Year: 1954