">
Mere Aye Dil Bata lyrics from Jhanak Jhanak Payal Baaje (1955) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Manna Dey, Lata Mangeshkar, music composed by Vasant Desai, starring Sandhya.
Song Lyrics
mere aye dil bata, mere aye dil bata pyar tune kiya, payi maine saja kya karu, kya karu, kya karu, kya karu mere aye dil bata, mere aye dil bata tu khushi ke samundar se khela kiya kis maje se mujhe tune dhokha diya tujhko moti mile, mujhko aansu mile kya karu, kya karu, kya karu, kya karu mere aye dil bata, mere aye dil bata tu toh pagal raha pyar ke rag me tune dala mujhe dard ki aag me teri kismat khuli, meri duniya jali kya karu, kya karu, kya karu, kya karu mere aye dil bata, mere aye dil bata pyar tune kiya, payi maine saja kya karu, kya karu, kya karu, kya karu mere aye dil bata, mere aye dil bata sita ban ke chali ram ke sath me sukh ko thukra diya tyag ke kaanto par has ke chalti rahi ye janak ki suta mere aye dil bata, kya karu, kya karu maharani mira ne jogan ban mahlo ka tyag kiya le iktara chali dhundhne manmohan ka kaha pata
The Mere Aye Dil Bata song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1955. It was sung by Manna Dey, Lata Mangeshkar, featuring Sandhya. The details of Mere Aye Dil Bata song lyrics are given below:
Movie: Jhanak Jhanak Payal Baaje
Singer: Manna Dey, Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri
Music / Music Composer: Vasant Desai
Artists / Stars: Sandhya
Music On:
Year: 1955