">
O Dur Ke Musafir lyrics from Uran Khatola (1955) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Mohammed Rafi, music composed by Naushad, starring Dilip Kumar, Nimmi.
Song Lyrics
chale aaj tum jaha se, hui zindagi parayi tumhe mil gaya thikana, hame maut bhi na aayi o dur ke musafir hamko bhi sath le le re hamko bhi sath le le, ham rah gaye akele o dur ke musafir hamko bhi sath le le re hamko bhi sath le le, ham rah gaye akele tune vo de diya gam, be maut mar gaye ham dil uth gaya jaha se, le chal hame yaha se le chal hame yaha se kis kam ki ye duniya jo zindagi se khele re hamko bhi sath le le, ham rah gaye akele suni hai dil ki rahe, khamosh hai nigahe nakam hasarato ka uthne ko hai janaza uthne ko hai janaza charo taraf lage hai barabadiyo ke mele re hamko bhi sath le le, ham rah gaye akele o dur ke musafir hamko bhi sath le le re hamko bhi sath le le, ham rah gaye akele
The O Dur Ke Musafir song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1955. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Dilip Kumar, Nimmi. The details of O Dur Ke Musafir song lyrics are given below:
Movie: Uran Khatola
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni
Music / Music Composer: Naushad
Artists / Stars: Dilip Kumar, Nimmi
Music On:
Year: 1955