">
Jiwan Ke Safar Me Rahi lyrics from Munimji (1955) movie is penned by Sahir Ludhianvi, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Sachin Dev Burman, starring Dev Anand, Nalini Jaywant.
Song Lyrics
jivan ke safar me rahi milte hai bichad jane ko aur de jate hai yade tanahai me tadapane ko jivan ke safar ho ho ho huhu jivan ke safar me rahi milte hai bichad jane ko aur de jate hai yade tanahai me tadapane ko jivan ke safar ye roop ki daulat vale kab sunte hai dil ke naale ho ho ho ho ye roop ki daulat vale kab sunte hai dil ke naale takdi na bas me dale in ke kisi diwane ko jivan ke safar me rahi milte hai bichad jane ko aur de jate hai yade tanahai me tadapane ko jo in ki nazer se khele dukh paye musibat jhele hoho jo in ki nazer se khele dukh paye musibat jhele firte hai ye sab albele dil le mukar jane ko jivan ke safar me rahi milte hai bichad jane ko aur de jate hai yade tanahai me tadapane ko dil le ke daga dete hai ek rog laga dete hai ho ho dil le ke daga dete hai ek rog laga dete hai has has ke jala dete hai ye husan ke parvane ko jivan ke safar me rahi milte hai bichad jane ko aur de jate hai yade tanahai me tadapane ko hoho ho ho
The Jiwan Ke Safar Me Rahi song lyrics is written by Sahir Ludhianvi in the year 1955. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Dev Anand, Nalini Jaywant. The details of Jiwan Ke Safar Me Rahi song lyrics are given below:
Movie: Munimji
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Sahir Ludhianvi
Music / Music Composer: Sachin Dev Burman
Artists / Stars: Dev Anand, Nalini Jaywant
Music On:
Year: 1955