Tu Pyar Ka Sagar Hai Lyrics

Tu Pyar Ka Sagar Hai lyrics from Seema (1955) movie is penned by Shailendra, sung by Manna Dey, music composed by Shankar Jaikishan, starring Balraj Sahni.




9 6

Song Lyrics

tu pyaar ka saagar hai, tu pyaar ka saagar hai
teri ek bund ke pyase hum, teri ek bund ke pyase hum
lauta jo diya tumne, lauta jo diya tumne
chale jaayenge jahan se hum, chale jaayenge jahan se hum
tu pyaar ka saagar hai, tu pyaar ka saagar hai
teri ek bund ke pyase hum, teri ek bund ke pyase hum
tu pyaar ka saagar hai

ghaayal man ka paagal panchhi udne ko beqaraar
udne ko beqaraar
pankh hai komal, aankh hai dhundli, jana hai saagar paar 
jaana hai saagar paar
ab tu hi ise samjha, ab tu hi ise samjha
raah bhule the kaha se hum, raah bhule the kaha se hum
tu pyaar ka saagar hai
teri ek bund ke pyase hum, teri ek bund ke pyase hum
tu pyaar ka saagar hai

idhar jhumke gaaye zindagi, udhar hai maut khadi
udhar hai maut khadi
koi kya jaane kaha hai seema, uljhan aan padi
uljhan aan padi
kaano me zara keh de, kaano me zara keh de
ke aaye kaun disha se hum, ke aaye kaun disha se hum 
tu pyaar ka saagar hai
teri ek bund ke pyase hum, teri ek bund ke pyase hum
tu pyaar ka saagar hai, tu pyaar ka saagar hai


Official Video Song



Song Details

The Tu Pyar Ka Sagar Hai song lyrics is written by Shailendra in the year 1955. It was sung by Manna Dey, featuring Balraj Sahni. The details of Tu Pyar Ka Sagar Hai song lyrics are given below:

movie Movie: Seema

singer Singer: Manna Dey

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shailendra

music Music / Music Composer: Shankar Jaikishan

artist Artists / Stars: Balraj Sahni

music on Music On:

year Year: 1955


Tu Pyar Ka Sagar Hai lyrics from Seema

Seema Songs List

9
6
8
2
4
0
2
3
2
3
1
0