">
Aaja Sanam Madhur Chandni Me lyrics from Chori Chori (1956) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Manna Dey, Lata Mangeshkar, music composed by Shankar Jaikishan, starring Raj Kapoor, Nargis.
Song Lyrics
aaja sanam madhur chandni me hum tum mile to virane me bhi aa jayegi bahar jhumne lagega aasma, jhumne lagega aasma kehta hai dil aur machalta hai dil more saajan le chal mujhe taaro ke paar lagta nahi hai dil yaha, lagta nahi hai dil yaha bheegi bheegi raat me dil ka daaman thaam le khoyi khoyi zindagi har dam tera naam le chaand ki behki nazar keh rahi hai pyar kar zindagi hai ek safar kaun jane kal kidhar chaand ki behki nazar keh rahi hai pyar kar zindagi hai ek safar kaun jane kal kidhar aaja sanam madhur chandni me hum tum mile to virane me bhi aa jayegi bahar jhumne lagega aasma, jhumne lagega aasma kehta hai dil aur machalta hai dil more saajan le chal mujhe taaro ke paar lagta nahi hai dil yaha, lagta nahi hai dil yaha dil ye chahe aaj to baadal ban ud jau main dulhan jaisa aasma dharti par le aau main chaand ka dola saje dhum taaro me mache jhum ke duniya kahe pyar me do dil mile chaand ka dola saje dhum taaro me mache jhum ke duniya kahe pyar me do dil mile aaja sanam madhur chandni me hum tum mile to virane me bhi aa jayegi bahar jhumne lagega aasma, jhumne lagega aasma kehta hai dil aur machalta hai dil more saajan le chal mujhe taaro ke paar lagta nahi hai dil yaha, lagta nahi hai dil yaha
The Aaja Sanam Madhur Chandni Me song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1956. It was sung by Manna Dey, Lata Mangeshkar, featuring Raj Kapoor, Nargis. The details of Aaja Sanam Madhur Chandni Me song lyrics are given below:
Movie: Chori Chori
Singer: Manna Dey, Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri
Music / Music Composer: Shankar Jaikishan
Artists / Stars: Raj Kapoor, Nargis
Music On:
Year: 1956