">
Hame Na Bhulana lyrics from Chori Chori (1956) movie is penned by Shailendra, sung by Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, music composed by Shankar Jaikishan, starring Gope, Nargis.
Song Lyrics
manbhawan ke ghar jaye gori ghoonghat me sharmaye gori bandhi rahe ye pyar ki dori hame na bhulana hame na bhulana hame na bhulana hame na bhulana manbhawan ke ghar jaye gori ghoonghat me sharmaye gori bandhi rahe ye pyar ki dori hame na bhulana hame na bhulana hame na bhulana hame na bhulana bachpan ke din khel ganwaye ayi jawani to balam aaye bachpan ke din khel ganwaye aayi jawani to balam aaye aayi jawani to balam aaye tere aangan baje badhayi gori kyun naina chhalkaye gori bandhi rahe ye pyar ki dori hame na bhulana hame na bhulana hame na bhulana hame na bhulana is duniya ki reet yehi hai reet yehi hai hath jo thame meet wohi hai meet wohi hai hath jo thame meet wohi hai ab hum to huye paraye gori dil tere sang jaye gori bandhi rahe ye pyar ki dori hame na bhulana hame na bhulana hame na bhulana hame na bhulana masti bhare sawan ke jhoole tujh ko kasam hai jo tu bhoole masti bhare sawan ke jhoole tujh ko kasam hai jo tu bhoole tujh ko kasam hai jo tu bhoole ab ke jab wapas aaye gori god bhari le aaye gori bandhi rahe ye pyar ki dori hame na bhulana hame na bhulana hame na bhulana hame na bhulana manbhawan ke ghar jaye gori ghoonghat me sharmaye gori bandhi rahe ye pyar ki dori hame na bhulana hame na bhulana hame na bhulana hame na bhulana
The Hame Na Bhulana song lyrics is written by Shailendra in the year 1956. It was sung by Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, featuring Gope, Nargis. The details of Hame Na Bhulana song lyrics are given below:
Movie: Chori Chori
Singer: Lata Mangeshkar, Asha Bhosle
Lyricist / Lyrics Writer: Shailendra
Music / Music Composer: Shankar Jaikishan
Artists / Stars: Gope, Nargis
Music On:
Year: 1956