">
Wo Dekhe Tu Unaki Inaayat lyrics from Funtoosh (1956) movie is penned by Sahir Ludhianvi, sung by Kishore Kumar, Asha Bhosle, music composed by Sachin Dev Burman, starring Sheela Ramani, Dev Anand.
Song Lyrics
vo dekhe to unki inayat, na dekhe to rona kya vo dekhe to unki inayat vo dekhe to unki inayat, na dekhe to rona kya jo dil gair ka ho, uska hona kya aur na hona kya vo dekhe to unki inayat ah ha ha oh ho ho la la la ishq dilo ka mel hai pyare, ye nazaro ka khel nahi ishq dilo ka mel hai pyare, ye nazaro ka khel nahi ye nazaro ka khel nahi jab tak do dil ek na ho le, dil ki lagi ka rona kya jab tak do dil ek na ho le haiya ho haiya, haiya ho haiya, haiya ho haiya ishq ki bazi sidhi bazi, dil jito aur dil haro ishq ki bazi sidhi bazi are bazi bazi bazi bazi bazii bazi bazi ishq ki bazi sidhi bazi, dil jito aur dil haro dil jito aur dil haro is saude me o dilavalo, pana kya aur khona kya vo dekhe to unki inayat, na dekhe to rona kya vo dekhe to unki inayat
The Wo Dekhe Tu Unaki Inaayat song lyrics is written by Sahir Ludhianvi in the year 1956. It was sung by Kishore Kumar, Asha Bhosle, featuring Sheela Ramani, Dev Anand. The details of Wo Dekhe Tu Unaki Inaayat song lyrics are given below:
Movie: Funtoosh
Singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle
Lyricist / Lyrics Writer: Sahir Ludhianvi
Music / Music Composer: Sachin Dev Burman
Artists / Stars: Sheela Ramani, Dev Anand
Music On:
Year: 1956