">
Aasmaan Pe Hai Khuda lyrics from Phir Subah Hogi (1958) movie is penned by Sahir Ludhianvi, sung by Mukesh, music composed by Khayyam, starring Raj Kapoor.
Song Lyrics
aasman pe hai khuda aur zami pe ham aasman pe hai khuda aur zami pe ham aaj-kal vo is taraf dekhta hai kam aasman pe hai khuda aur zami pe ham aaj-kal kisi ko vo tokta nahi chaahe kuchh bhi kijiye rokta nahi ho rahi hai lut maar phat rahe hai bam aasman pe hai khuda aur zami pe ham aaj-kal vo is taraf dekhta hai kam aasman pe hai khuda aur zami pe ham kisko bheje vo yaha haath thaamane is tamaam bhid ka haal jaanane aadmi hai anginat devta hai kam aasman pe hai khuda aur zami pe ham aaj-kal vo is taraf dekhta hai kam aasman pe hai khuda aur zami pe ham jo bhi hai vo thik hai zikr kyo kare ham hi sab jahaan ki fikr kyo kare jo bhi hai vo thik hai zikr kyo kare ham hi sab jahaan ki fikr kyo kare jab use hi gam nahi to kyo hame ho gam aasman pe hai khuda aur zami pe ham aaj-kal vo is taraf dekhta hai kam aasman pe hai khuda aur zami pe ham
The Aasmaan Pe Hai Khuda song lyrics is written by Sahir Ludhianvi in the year 1958. It was sung by Mukesh, featuring Raj Kapoor. The details of Aasmaan Pe Hai Khuda song lyrics are given below:
Movie: Phir Subah Hogi
Singer: Mukesh
Lyricist / Lyrics Writer: Sahir Ludhianvi
Music / Music Composer: Khayyam
Artists / Stars: Raj Kapoor
Music On:
Year: 1958