Mai Jaan Gayi Tujhe Saiya Lyrics

Mai Jaan Gayi Tujhe Saiya lyrics from Howrah Bridge (1958) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum, music composed by O P Nayyar, starring Ashok Kumar, Madhubala.

9 3

Song Lyrics

main jan gayi tujhe saiya hatt chhod  de mori baiya 
matlab ke yaar kiya mujhko maar ab kaahe padat mori paiya 

main jan gayi tujhe saiya

tu mast ghata main badal tu aankh hai main hu kajal 
meri saans me teri khushboo tere pyar ne kar diya pagal 

tu chaand kahe to laadu taaro se maang saja du 
hai pyar mujhe bhi kitna main chir ke dil dikhla du 

tere gaal pe jo bhi teel hai mera pyar bhara wo dil hai 
main raahi hu matwala tu pyar bhari manjil hai

Official Video Song

Song Details

The Mai Jaan Gayi Tujhe Saiya song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1958. It was sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum, featuring Ashok Kumar, Madhubala. The details of Mai Jaan Gayi Tujhe Saiya song lyrics are given below:

movie Movie: Howrah Bridge

singer Singer: Mohammed Rafi, Shamshad Begum

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri

music Music / Music Composer: O P Nayyar

artist Artists / Stars: Ashok Kumar, Madhubala

music on Music On:

year Year: 1958

Mai Jaan Gayi Tujhe Saiya lyrics from Howrah Bridge

Howrah Bridge Songs List

15
5
9
3
9
1
7
1
6
3
4
0
3
1