">
Nigaah E Naaz Ke lyrics from Barsaat Ki Raat (1960) movie is penned by Sahir Ludhianvi, sung by Asha Bhosle, Sudha Malhotra, music composed by Roshan, starring Bharat Bhushan, Madhubala, Nimmi.
Song Lyrics
ada bijli, badan shola ada bijli, badan shola, bhanve khajar, nazar qaatil galat kya hai hame kahti hai ye duniya agar qaatil to phir nigaah-e-naaz ke, nigaah-e-naaz ke nigaah-e-naaz ke, nigaah-e-naaz ke nigaah-e-naaz ke maaro ka haal kya hoga nigaah-e-naaz ke maaro ka haal kya hoga nigaah-e-naaz ke nigaah-e-naaz ke maaro ka haal kya hoga na bach sake to, na bach sake to na bach sake to, na bach sake to na bach sake to bechaaro ka haal kya hoga na bach sake to bechaaro ka haal kya hoga kya hoga, kya hoga nigaah-e-naaz ke maaro ka haal kya hoga na bach sake to bechaaro ka haal kya hoga kya hoga, kya hoga nigaah-e-naaz ke hami ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhe hami ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhe hami ne ishq ke, hami ne ishq ke hami ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhe hami ne ishq ke qaabil bana diya hai tumhe hami na ho to, hami na ho to hami na ho to, hami na ho to hami na ho to nazaaro kaa haal kya hoga hami na ho to nazaaro kaa haal kya hoga kya hoga, kya hoga hami na ho to nazaaro kaa haal kya hoga hamaare husn ki bijali, hamaare husn ki bijali hamaare husn ki bijali chamakne vaali hai hamaare husn ki bijali chamakne vaali hai bijali chamakne vaali hai hamaare husn ki bijali chamakne vaali hai na jaane aaj, na jaane aaj, na jaane aaj na jaane aaj, na jaane aaj, na jaane aaj na jaane aaj hazaro kaa haal kya hoga na jaane aaj hazaro kaa haal kya hoga kya hoga, kya hoga nigaah-e-naaz ke bahaar-e-husn salaamat khiza se puchh zara bahaar-e-husn salaamat khiza se puchh zara khiza se puchh zara, khiza se puchh zara bahaar-e-husn salaamat khiza se puchh zara kya ke chaar din me, kya ke chaar din me chaar din me, chaar din me, chaar din me ke chaar din me bahaaro kaa haal kya hoga ke chaar din me bahaaro kaa haal kya hoga kya hoga, kya hoga ke chaar din me rang par naaz na kar kyo ki rag badal jaata hai ye vo mahmaan hai jo aaj aata hai kal jaata hai ishq par naaz kare koi to kuchh baat bhi hai husn ka naaz hi kya, husn to dhal jaata hai husn ka naaz hi kya, husn to dhal jaata hai bahar-e-husn salaamat khizaa se puchh zara kya ke chaar din me, kya ke chaar din me ke chaar din me bahaaro kaa haal kyaa hoga ke chaar din me ham apne chehre se parda utha to de lekin ham apne chehre se parda utha to de lekin ham apne chehre se parda parda parda ham apne chehre se parda parda parda ham apne chehre se parda utha to de lekin garib chaand, garib chaand, garib chaand garib chaand, garib chaand, garib chaand garib chaand-sitaaro kaa haal kya hoga garib chaand-sitaaro kaa haal kya hoga kya hoga, kya hoga nigaah-e-naaz ke muqaabala hai to phir der kya hai tir chala muqaabala hai to phir der kya hai tir chala muqaabala hai, muqaabala hai, muqaabala hai muqaabala hai, muqaabala hai, muqaabala hai
The Nigaah E Naaz Ke song lyrics is written by Sahir Ludhianvi in the year 1960. It was sung by Asha Bhosle, Sudha Malhotra, featuring Bharat Bhushan, Madhubala, Nimmi. The details of Nigaah E Naaz Ke song lyrics are given below:
Movie: Barsaat Ki Raat
Singer: Asha Bhosle, Sudha Malhotra
Lyricist / Lyrics Writer: Sahir Ludhianvi
Music / Music Composer: Roshan
Artists / Stars: Bharat Bhushan, Madhubala, Nimmi
Music On:
Year: 1960