">
Ye Lukhnow Ki Sar Zameen lyrics from Chaudhvin Ka Chand (1960) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Mohammed Rafi, music composed by Ravi, starring Guru Dutt, Waheeda Rehman.
Song Lyrics
ye lakhnau ki sar zami ye lakhnau ki sar zami, ye lakhnau ki sar zami ye lakhnau ki sar zami, ye lakhnau ki sar zami ye rang roop ka chaman ye husn-o-ishq ka vatan yahi to vo mukaam hai jaha avadh ki shaam hai jawa jawa hasi hasi ye lakhnau ki sar zami ye lakhnau ki sar zami shabaab-o-sher ka ye ghar ye ahal-e-ilm ka nagar hai manzilo ki god me yaha har ek rahguzar ye shahar laaldaar hai yaha dilo me pyar hai jidhar nazar uthaaiye bahaar hi bahaar hai kali kali hai naazani ye lakhnau ki sar zami, ye lakhnau ki sar zami yaha ki sab ravaayate adab ki shaahakaar hai ameer ahl-e-dil yaha gareeb jaa nisaar hai har ek shaak par yaha hai bulbulo ki chah chahe gali gali me zindagi kadam kadam pe kah kahe har ik nazaara hai dilnashi ye lakhnau ki sar zami, ye lakhnau ki sar zami yaha ke dost bawafa, mohabbato se aashna kisike ho gaye agar rahe usike umr bhar nibhayi apni aan bhi, badhayi dil ki shaan bhi hai aisa meharbaan bhi kaho to de de jaan bhi jo dosti ka ho yakin ye lakhnau ki sar zami, ye lakhnau ki sar zami ye lakhnau ki sar zami, ye lakhnau ki sar zami ye lakhnau ki sar zami
The Ye Lukhnow Ki Sar Zameen song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1960. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Guru Dutt, Waheeda Rehman. The details of Ye Lukhnow Ki Sar Zameen song lyrics are given below:
Movie: Chaudhvin Ka Chand
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni
Music / Music Composer: Ravi
Artists / Stars: Guru Dutt, Waheeda Rehman
Music On:
Year: 1960