">
Ek Nazar Kisi Ne Dekha lyrics from Rangoli (1962) movie is penned by Shailendra, sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, music composed by Shankar Jaikishan, starring Kishore Kumar, Vyjayantimala.
Song Lyrics
ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana hai baat bas itni si aur ban gaya afasana ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana hai baat bas itni si aur ban gaya afasana chori chori bagiya main aayi jo bahar kaliyo ki ankhiyon se chalka khumar chori chori bagiya main aayi jo bahar kaliyo ki ankhiyon se chalka khumar chhup chhup kisi se nazar huyi chaar koi dil jit gaya koi gaya haar mann mere jhum taro ko chum aaya tera zamana ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana hai baat bas itni si aur ban gaya afasana baaje mora bichhuwa thumk chalu chaal dhak dhak dil mera deta jaye tal baje mora bichhuwa thumk chalu chaal dhak dhak dil mera deta jaye tal ude hai chunar jaise shayar ka khayal jane kaise jadu leke aaya hai ye saal aankhein churau chhup chhup ke gaau main ik naya tarana ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana hai baat bas itni si aur ban gaya afasana nayi nayi duniya hai main hun anjan abhi abhi kisi se huyi hai pahchan nayi nayi duniya hai main hun anjan abhi abhi kisi se huyi hai pahchan soch soch haar gaya mai hu hairan tumhe kis naam se pukaru mahaman sapna kahun ke apna kahun ke rangin ik fasana ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana hai baat bas itni si aur ban gaya afasana ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana hai baat bas itni si aur ban gaya afasana
The Ek Nazar Kisi Ne Dekha song lyrics is written by Shailendra in the year 1962. It was sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, featuring Kishore Kumar, Vyjayantimala. The details of Ek Nazar Kisi Ne Dekha song lyrics are given below:
Movie: Rangoli
Singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Shailendra
Music / Music Composer: Shankar Jaikishan
Artists / Stars: Kishore Kumar, Vyjayantimala
Music On:
Year: 1962