">
Aaj Ki Raat Saaz E Dard Na Chhed lyrics from Jugnu (1947) movie is penned by Asghar Sarhadi, sung by Noor Jehan, music composed by Firoz Nizami, starring Noor Jehan.
Song Lyrics
aaj ki raat aaj ki raat saaze dil-e- purdard na chhed kaun ulfat ka jo haste huye taro ne suna band kaliyo ne suna mast baharo ne suna sab se chhup kar jise sab se chhup kar jise do prem ke maro ne suna khwab ki baat samjh, usko hakikat na bana aaj ki raat saaze dil-e- purdard na chhed aaj ki rat ab hai armano pe chhaye huye badal kale fut kar risne lage hai mere dil ke chhale aankh bhar aayi chhalakne ko hai ab ye pyale muskuraye mere hal pe duniyan wale aaj ki raat saaze dil-e- purdard na chhed aaj ki rat bebso par ye sitam khub jamane ne kiya bebso par ye sitam khub jamane ne kiya khel khela tha mohabbat ka adhura hi raha khel khela tha mohabbat ka adhura hi raha haye takdir, ke takdir se pura na hua haye takdir, ke takdir se pura na hua aise aani thi judai mujhe malum na tha aaj ki rat saaze dil-e- purdard na chhed aaj ki rat
The Aaj Ki Raat Saaz E Dard Na Chhed song lyrics is written by Asghar Sarhadi in the year 1947. It was sung by Noor Jehan, featuring Noor Jehan. The details of Aaj Ki Raat Saaz E Dard Na Chhed song lyrics are given below:
Movie: Jugnu
Singer: Noor Jehan
Lyricist / Lyrics Writer: Asghar Sarhadi
Music / Music Composer: Firoz Nizami
Artists / Stars: Noor Jehan
Music On:
Year: 1947