">
Tum Aankhon Se Dur Ho lyrics from Mirza Sahiban (1947) movie is penned by Aziz Kashmiri, sung by Noor Jahan, G. M. Durrani, music composed by Pandit Amarnath, Husnlal Bhagatram, starring Noor Jahan, Trilok Kapoor.
Song Lyrics
tum aankho se dur ho, huyi nind aankho se dur mere saathi gam ki chot se hua dil ka shisha chur saathiya, beliya, sajna ho o o mujhe shikwa hai takdir se, nahi tumse koi gila haay nahi tumse koi gilaa mujhe laakar yu pardes me mera sab kuchh chhin liya haay mera sab kuchh chhin liya saathiya, beliya, sajna ho o oy meri aankho me aansu aa base, hu rone par majbur mere zakhm huye pardesiya, aa ris-ris ke naasur saathiya, beliya, sajna ho o o mujhe rogi karke pyar ka, diya gam ka rog laga haay diya gam ka rog laga mere jalte hue charaag ko meri qismat gayi bujha haay meri kismat gayi bujha saathiya, beliya, sajna ho o oy mujhe dhoka diya nasib ne, nahi mera koi kusur mujhe dhoka diya nasib ne, nahi mera koi kusur saathiya, beliya, sajna ho o o
The Tum Aankhon Se Dur Ho song lyrics is written by Aziz Kashmiri in the year 1947. It was sung by Noor Jahan, G. M. Durrani, featuring Noor Jahan, Trilok Kapoor. The details of Tum Aankhon Se Dur Ho song lyrics are given below:
Movie: Mirza Sahiban
Singer: Noor Jahan, G. M. Durrani
Lyricist / Lyrics Writer: Aziz Kashmiri
Music / Music Composer: Pandit Amarnath, Husnlal Bhagatram
Artists / Stars: Noor Jahan, Trilok Kapoor
Music On:
Year: 1947