">
Gham Ka Zamana lyrics from Elan (1947) movie is penned by Zia Sarhadi, sung by Amirbai Karnataki, music composed by Naushad, starring Surendra, Munawar Sultana, Zebunisa, Himalaya.
Song Lyrics
Yeh ajal hai zindagi Gham ka zamana tal gaya Ab kya girengi bijliyaan Jab aashiyaan hi jal gaya Aao sabe gham aaye jaa Saare jahan par chaaye jaa Ab tujhe tu reh jaayegi Ab kal naa hargiz aayegi Woh dil jo dushman tha tera Woh zindagi ka din mera Woh din hamesha ke liye Gham ka zamana tal gaya Is umar ka awwal fanaah Is umar ka aakhir Ek jhooth ka darbaar hai Watil fida jaahil fida Yeh zindagi kuch bhi nahi Yeh zindagi kuch bhi nahi Naatak ka jhootha khel hai Jab tak chala so chal gaya Gham ka zamana tal gaya Aye azal hai zindagi Gham ka zamana tal gaya Ab kya girengi bijliyaan Jab aashiyaan hi jal gaya
The Gham Ka Zamana song lyrics is written by Zia Sarhadi in the year 1947. It was sung by Amirbai Karnataki, featuring Surendra, Munawar Sultana, Zebunisa, Himalaya. The details of Gham Ka Zamana song lyrics are given below:
Movie: Elan
Singer: Amirbai Karnataki
Lyricist / Lyrics Writer: Zia Sarhadi
Music / Music Composer: Naushad
Artists / Stars: Surendra, Munawar Sultana, Zebunisa, Himalaya
Music On:
Year: 1947