">
Aayi Ajal Aye Zindagi lyrics from Elan (1947) movie is penned by Zia Sarhadi, sung by Amirbai Karnataki, music composed by Naushad, starring Surendra, Munawar Sultana, Zebunisa, Himalaya.
Song Lyrics
Haa Aayi ajal aye zindagi Gham ka zamana tal gaya Ab kya girengi bijliyaan Jab aashiyaan hi jal gaya Aa o shabe gham aaye jaa Saare jahaan par chhaye jaa Ab tu hi tu reh jaayegi Ab kal naa hairaangi aayegi Woh din jo dushman the tera Woh zindagi ka din mera Woh din hamesha ke liye Haan din wahi din bhar gaya Gham ka zamana tal gaya Iss umar ka aawarapan Iss umar ka aakhiripan Ek jhuth ka darbaar hai Batilapan jaahilpan [Yeh zindagi kuch bhi nahi] (x2) Naatak ka jhutha khel hai Jab tak chala so chal gaya Gham ka zamana tal gaya Haa Aayi ajal aayi zindagi Gham ka zamana tal gaya Ab kya girengi bijliyaan Jab aashiyaan hi jal gaya
The Aayi Ajal Aye Zindagi song lyrics is written by Zia Sarhadi in the year 1947. It was sung by Amirbai Karnataki, featuring Surendra, Munawar Sultana, Zebunisa, Himalaya. The details of Aayi Ajal Aye Zindagi song lyrics are given below:
Movie: Elan
Singer: Amirbai Karnataki
Lyricist / Lyrics Writer: Zia Sarhadi
Music / Music Composer: Naushad
Artists / Stars: Surendra, Munawar Sultana, Zebunisa, Himalaya
Music On:
Year: 1947