">
Zindagi Mein Pyar lyrics from Nadiya Ke Par (1948) movie is penned by Moti, sung by Shamshad Begum, Mohammed Rafi, music composed by Chitalkar Ramchandra, starring Sushil Sahu, David.
Song Lyrics
Nanhi si jaan mein hai jawani ka sitam kyun Rag rag mein nasha aur nashe mein hai dard kyun [Yeh is liye ke zindagi mein pyar kiya jaaye Do chaar din hai pyar se guzar diya jaaye] (x2) Haan do dil jab ek hote hai tab do bane hai kyun Milne ki tamanna hai magar milte nahi hai kyun Yeh isliye ki dil pe dil nisaar kiya jaaye Yeh isliye ki dil pe dil nisaar kiya jaaye Do chaar din hai pyar se guzar diya jaaye Do chaar din hai pyar se guzar diya jaaye Haan aankhon se aankh mil gayi Phir bhi naa chain kyun Haan pehchaan ho gayi magar bebasi hai kyun Yeh isliye ki dil pe dil nisaar kiya jaaye Yeh isliye ki dil pe dil nisaar kiya jaaye Do chaar din hai pyar se guzar diya jaaye Do chaar din hai pyar se guzar diya jaaye Haan in mast nigaahon mein pareshaniyaan hai kyun Betaab do dilo mein yun jawaniyaan hai kyun Yeh is liye ke ab naa intezaar kiya jaaye Yeh is liye ke ab naa intezaar kiya jaaye Do chaar din hai pyar se guzar diya jaaye Do chaar din hai pyar se guzar diya jaaye
The Zindagi Mein Pyar song lyrics is written by Moti in the year 1948. It was sung by Shamshad Begum, Mohammed Rafi, featuring Sushil Sahu, David. The details of Zindagi Mein Pyar song lyrics are given below:
Movie: Nadiya Ke Par
Singer: Shamshad Begum, Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Moti
Music / Music Composer: Chitalkar Ramchandra
Artists / Stars: Sushil Sahu, David
Music On:
Year: 1948