">
Kis Paapi Sang lyrics from Suhaag Raat (1948) movie is penned by Kedar Sharma, sung by Rajkumari, Geeta Dutt, music composed by Snehal Bhatkar, starring Geeta Bali.
Song Lyrics
[Kis paapi sang uljhi ankhiyaan Haaye ankhiyaan ro ro nain gawaaye] (x2) [Kya bichhde hamse man basiya Man basiya swapna mein bhi nahi aaye] (x2) Kis paapi sang uljhi ankhiyaan haaye Ankhiyaan ro ro nain gawaaye [Bhola man bharmanewale bharmanewale] (x2) Aaja rooth ke jaanewale Aaja rooth ke jaanewale Chaar dino ka khel jawani mastani Jaakar fir nahi Kis paapi sang uljhi ankhiyaan haaye Ankhiyaan ro ro nani gawaaye [Kab se khadi hu main shees gundhaye Shees gundhaye] (x2) Raah mein teri naina bichhaye Raah mein teri naina bichaaye Kon tujhe samjhaaye more rasiya Man basiya saawan beeta jaaye Kis paapi sang uljhi ankhiyaan haaye Ankhiyaan ro ro nain gawaaye [Man basakar kyu bisaar diya kyun Bisaar diya kyun] (x2) Baali umariya se bair liya kyun Baali umariya se bair liya kyun Naa din guzre naa din guzre Ratiyaa haaye chhatiya dhadke jiya ghabraaye Kis paapi sang uljhi ankhiyaan haaye Ankhiyaan ro ro nain gawaaye
The Kis Paapi Sang song lyrics is written by Kedar Sharma in the year 1948. It was sung by Rajkumari, Geeta Dutt, featuring Geeta Bali. The details of Kis Paapi Sang song lyrics are given below:
Movie: Suhaag Raat
Singer: Rajkumari, Geeta Dutt
Lyricist / Lyrics Writer: Kedar Sharma
Music / Music Composer: Snehal Bhatkar
Artists / Stars: Geeta Bali
Music On:
Year: 1948