">
Ye Raat Phir Naa Aayegi lyrics from Mahal (1949) movie is penned by Nakhshab Jaaravchi, sung by Rajkumari, Zohrabai Ambalewali, music composed by Khemchand Prakash, starring Vijayalaxmi, Ashok Kumar.
Song Lyrics
chhun chhun ghungharwa, baaje chhun kaha hai dhyaan kiski dhun, nazar mila ke baat sun yeh raat phir naa aayegi, ye raat phir naa aayegi jawani beet jaayegi, jawani beet jaayegi yeh raat phir naa aayegi jawani beet jaayegi, jawani beet jaayegi yeh mast raat be piye, nashe mein jhumti hui yeh mast raat be piye, nashe mein jhumti hui nazar ko chhedti hui, dilon ko chumti hui nazar ko chhedti hui, dilon ko chumti hui yun hi guzar gayi agar, khatak rahegi umra bhar hazaar chaahoge magar, chaahoge magar ye raat phir naa aayeygi, ye raat phir na aayeygi javaani bit jaayegi, jawani beet jaayegi ye raat phir naa aayegi jawani beet jaayegi, jawani beet jaayegi jawani gaa rahi hai dil ki dhadkano ke saaz par jawani gaa rahi hai dil ki dhadkano ke saaz par chalo kahi bhi le chalo hamara haath thaam kar chalo kahi bhi le chalo hamara haath thaam kar kaha ki fikar, kaisa gham hamara jo hai uske ham, tumhari jaan ki kasam yeh raat phir naa aayegi, yeh raat phir naa aayegi jawani beet jaayegi, jawani beet jaayegi yeh raat phir naa aayegi jawani beet jayegi, jawani beet jayegi
The Ye Raat Phir Naa Aayegi song lyrics is written by Nakhshab Jaaravchi in the year 1949. It was sung by Rajkumari, Zohrabai Ambalewali, featuring Vijayalaxmi, Ashok Kumar. The details of Ye Raat Phir Naa Aayegi song lyrics are given below:
Movie: Mahal
Singer: Rajkumari, Zohrabai Ambalewali
Lyricist / Lyrics Writer: Nakhshab Jaaravchi
Music / Music Composer: Khemchand Prakash
Artists / Stars: Vijayalaxmi, Ashok Kumar
Music On:
Year: 1949