">
Main Woh Hasee Hun lyrics from Mahal (1949) movie is penned by Nakhshab Jaaravchi, sung by Rajkumari, music composed by Khemchand Prakash, starring Ashok Kumar, Madhubala, Vijay Laxmi.
Song Lyrics
Main woh hasee hun, labon pe jo aane se reh gayi Main woh shamma hun, jo kaabil roshan nahi hui Main woh umang hun, nikli jo dil se naa ek baar Main woh khushi, ke gham ne jise kar liya shikaar [Main woh dulhan hun, raas naa aaye jise shringaar Main woh chaman hun, jisme naa aayi kabhi bahaar] (x2) Main woh chaman hun, jisme naa aayi kabhi bahaar Ghar jal gaya toh, aag bujhane se fayda Usme wafa ko, ab yeh jatane se fayda Jatane se fayda Par mere dil ka chain, mera dil hai bekarar Main woh chaman hun, jisme naa aayi kabhi bahaar Main woh chaman hun, jisme naa aayi kabhi bahaar Kashti bhatak rahi hai, kinara nahi koi Kashti bhatak rahi hai, kinara nahi koi Majboor zindagi ka sahara nahi koi Sahara nahi koi Marne ka intezaar hai, marne ka intezaar Main woh chaman hun, jisme naa aayi kabhi bahaar Main woh chaman hun, jisme naa aayi kabhi bahaar Main woh dulhan hun, raas naa aya jise shringaar Main woh chaman hun, jisme naa aayi kabhi bahaar
The Main Woh Hasee Hun song lyrics is written by Nakhshab Jaaravchi in the year 1949. It was sung by Rajkumari, featuring Ashok Kumar, Madhubala, Vijay Laxmi. The details of Main Woh Hasee Hun song lyrics are given below:
Movie: Mahal
Singer: Rajkumari
Lyricist / Lyrics Writer: Nakhshab Jaaravchi
Music / Music Composer: Khemchand Prakash
Artists / Stars: Ashok Kumar, Madhubala, Vijay Laxmi
Music On:
Year: 1949