">
Thukra Ke Mujhe lyrics from Patanga (1949) movie is penned by Rajinder Krishan, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Chitalkar Ramchandra, starring Gope, Kukku, Nigar Sultana, Shyam, Yaqub.
Song Lyrics
Thukraake mujhe jaanewale Ek thokar aur lagata jaa Sindur to maang se cheen liya Ab un phulon ko thukraata jaa O jaanewale Jaanewale tune armaano ki duniya loot li Muskuraane bhi naa paayi thi, tamanna loot li Haaye duniya loot li O jaanewale Cheen kar khushiyaan meri rone ko aansu de diye Cheen kar khushiyaan meri rone klo aansu de diye Raat din maangi mere dil ne dua jiske liye Raat din maangi thi jiske liye dua Kya qayamat hai Kya qayamat hai usi ne dil ki duniya loot li Muskuraane bhi naa paayi thi Tamanna loot li Haaye duniya loot li O jaanewale [Kar diya beghar mujhe mere hi Ghar ke samne hi] (x2) [Aagayi jab pyar ki manzil nazar ke saamne] (x2) Lootnewale ne Lootnewale ne manzil ki tamanna loot li Muskuraane bhi naa paayi thi, tamanna loot li Haaye duniya loot li O jaanewale tune armaano ki duniya loot li Muskuraane bhi naa paayi thi, tamanna loot li Haaye duniya loot li O jaanewale
The Thukra Ke Mujhe song lyrics is written by Rajinder Krishan in the year 1949. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Gope, Kukku, Nigar Sultana, Shyam, Yaqub. The details of Thukra Ke Mujhe song lyrics are given below:
Movie: Patanga
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Rajinder Krishan
Music / Music Composer: Chitalkar Ramchandra
Artists / Stars: Gope, Kukku, Nigar Sultana, Shyam, Yaqub
Music On:
Year: 1949