">
Do Din Ki Bahaar Pyare lyrics from Dulari (1949) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Naushad, starring Suresh, Madhubala, Geeta Bali.
Song Lyrics
[Do din ki bahaar pyar dil mein basa le pyar Dil mein basa le pyar Do din ki bahaar do din ki Do din ki bahaar do din ki] (x2) Aha aha ha ha ha Do din ki bahaar pyar dil mein basa le pyar Dil mein basa le pyar Do din ki bahaar do din ki Do din ki bahaar do din ki Dil mein basa le pyar balmaa, dil mein basa le pyaar Basa le pyaar basa le pyaar Dil mein basa le pyar balmaa, dil mein basa le pyaar Do din ki bahar pyare, do din ki bahar Dekho yeh rut phir naa aayegi Dil ko naa tadpaayegi Payal ki jhankaar pyare, do din ki bahaar Bhed jiya ke chhaila, bhed jiya ke chhaila Kaise kahu, babu kase kahu Haaye o rasiya kaise kahu, hoye kaise kahu Haaye o rasiya kaise kahu, hoye kaise kahu Re babu kaise kahu, re chhaila kase kahu bhed jiya ke chhaila, bhed jiya ke chhaila Mere hoton par jo gaana hai Har dil kaa afsaana hai sun lo zara sarkaar pyare, do din ki bahar Geet anokhe gaaun, Geet anokhe gaaun Tere liye, o sajan tere liye Haaye o balam tere liye, hoye tere liye Re babu tere liye, re chhaila tere liye Mere sang sang tu bhi gaata jaa dil ka saaz bajata jaa dekh naa kar inkaar pyare, do din ki bahaar dil mein basa le pyaar, baalma dil mein basa le pyar
The Do Din Ki Bahaar Pyare song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1949. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Suresh, Madhubala, Geeta Bali. The details of Do Din Ki Bahaar Pyare song lyrics are given below:
Movie: Dulari
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni
Music / Music Composer: Naushad
Artists / Stars: Suresh, Madhubala, Geeta Bali
Music On:
Year: 1949