">
Dil Todne Wale lyrics from Son Of India (1962) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, music composed by Naushad, starring Kamaljeet, Kumkum.
Song Lyrics
Dil todne waale tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai Aawaz de tu kon si nagari mein chhupa hai dil todne waale Tu humko jo mil jaaye to haal apna sunaaye Khud roye kabhi aur kabhi tujhko rulaaye Kabhi tujhko rulaaye Wo daag dikhaayein jo hume tune diya hai Aye dil ke sahare tujhe dil dhundh raha hai Tujhe dil dhundh raha hai Seene mein teri yaad ka toofan utha hai Aye dil ke sahare Dil mein to ye hasrat hai tere pass main aaun Nazaron se gira hun to nazar kaise milaaun Nazar kaise milaaun Badnaam hun, nakaam hun, kya mujh mein raha hai Aaj dil ke sahare, tujhe dil dhundh raha hai Tujhe dil dhundh raha hai Dikhla ke kinara mujhe mallah ne luta Kashti bhi gayi haath se, patwaar bhi chhuta Patwaar bhi chhuta Ab aur naa jaane meri taqdeer mein kya hai Dil todne waale, tujhe dil dhundh raha hai Tujhe dil dhundh raha hai Bechain udhar tu hai, to majboor idhar hum Baithe hai chhupaaye hue, ashqon mein tera gam Ashqon mein tera gam Har chhot ubhar aayi hai, har zakhm haara hai Dil todne waale tujhe dil dhundh raha hai Tujhe dil dhundh raha hai
The Dil Todne Wale song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1962. It was sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, featuring Kamaljeet, Kumkum. The details of Dil Todne Wale song lyrics are given below:
Movie: Son Of India
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni
Music / Music Composer: Naushad
Artists / Stars: Kamaljeet, Kumkum
Music On:
Year: 1962