">
Insaan Tha Pehle Bandar lyrics from Son Of India (1962) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Shanti Mathur, music composed by Naushad, starring Kamaljeet, Kumkum, Sajid Khan.
Song Lyrics
Kehte the ustaad hamare, naam tha jinka machandar Insaan tha pehle bandar, insaan tha pehle bandar Insaan tha pehle bandar, insaan tha pehle bandar Lambi dum waale the saare, apni paavo ke andar Insaan tha pehle bandar, insaan the pehle bandar Naa koi john tha naa koi abdul naa koi gopaal Sabki surat ek jaisi thi, ek thi sabki chaal Ek thi sabki chaal Nange phirte the jungle mein banke mast kalandar Insaan the pehle bandar, insaan the pehle bandar Kehte the ustaad hamare Naam tha jinka machandar Insaan the pehle bandar, insaan tha pehle bandar Kaam kiye ye pehla humne ban gaye jab insaan Mitti ke do chaar gharon mein baant diye bhagwaan Baant diye bhagwaan Kisi ne bola uncha girja, kisi ne mast samandar Insaan the pehle bandar, insaan the pehle bandar Lambi dum waale the saare, apne paawo ke andar Insaan the pehle bandar, insaan tha pehle bandar Kehte the ustaad humare, naam the jinka machandar Insaan tha pehle bandar, insaan tha pehle bandar
The Insaan Tha Pehle Bandar song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1962. It was sung by Shanti Mathur, featuring Kamaljeet, Kumkum, Sajid Khan. The details of Insaan Tha Pehle Bandar song lyrics are given below:
Movie: Son Of India
Singer: Shanti Mathur
Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni
Music / Music Composer: Naushad
Artists / Stars: Kamaljeet, Kumkum, Sajid Khan
Music On:
Year: 1962