">
Bharat To Hai Azad lyrics from Aaj Ki Awaz (1984) movie is penned by Hasan Kamaal, sung by Mahendra Kapoor, music composed by Ravi, starring Raj Babbar, Smita Patil, Nana Patekar, Roshni, Dheeraj Kumar, Shafi Inamdaar, Om Shiv Puri, Vijay Arora, Aroon Bakshi.
Song Lyrics
ro ro kar kahta hai himalaya or ganga ka pani azadi paakar bhi hamne kadar na iski jani bharat to hai azad hum azab kab kahlayenge bharat to hai azad hum azab kab kahlayenge kabhi ram raaz ke din ab aayenge ke na aayenge kabhi ram raaz ke din ab aayenge ke na aayenge dushman se bachkar aa gaye apno me aakar lut gaye dushman se bachkar aa gaye apno me aakar lut gaye tufan se kashti ko hum sahil pe lakar lut gaye sahil pe lakar lut gaye, kya thi khabar kya thi khabar ghar me bhi hum sukh se na jeene payenge kabhi ram raaz ke din ab aayenge ke na aayenge aisi hawa aisi fiza aisa kahin paani nahi aisi hawa aisi fiza aisa kahin paani nahi duniya me koi desh bhi is desh ka saami nahi is desh ka saami nahi, sansar kya sansar kya hai swarg me mitti na aisi payenge kabhi ram raaz ke din ab aayenge ke na aayenge dil me yahi armaan hai ye gulsitaan zinda rahe dil me yahi armaan hai ye gulsitaan zinda rahe ham ho na ho tum ho na hindustaan zinda rahe hindustaan zinda rahe, markar kabhi markar kabhi laute agar wapis yahi pe aayenge kabhi ram raaz ke din ab aayenge ke na aayenge bharat to hai azad hum azad kab kehlayenge azad kab kehlayenge, azad kab kehlayenge azad kab kehlayenge
The Bharat To Hai Azad song lyrics is written by Hasan Kamaal in the year 1984. It was sung by Mahendra Kapoor, featuring Raj Babbar, Smita Patil, Nana Patekar, Roshni, Dheeraj Kumar, Shafi Inamdaar, Om Shiv Puri, Vijay Arora, Aroon Bakshi. The details of Bharat To Hai Azad song lyrics are given below:
Movie: Aaj Ki Awaz
Singer: Mahendra Kapoor
Lyricist / Lyrics Writer: Hasan Kamaal
Music / Music Composer: Ravi
Artists / Stars: Raj Babbar, Smita Patil, Nana Patekar, Roshni, Dheeraj Kumar, Shafi Inamdaar, Om Shiv Puri, Vijay Arora, Aroon Bakshi
Music On:
Year: 1984