">
Hai Dil Mein Lagan lyrics from Yalgaar (1992) movie is penned by Sudhakar Sharma, sung by Mohammed Aziz, Nitin Mukesh, Suresh Wadkar, music composed by Channi Singh, starring Nagma, Sanjay Dutt, Manisha Koirala.
Song Lyrics
su: baar-e-duniyaa mein raho shaad ke, naashaad raho aise kuchh karke chalo, karke chalo yaa ke bahut yaad raho, yaad raho, yaad raho ni: hai dil mein lagan, ey mere vatan -2 ye jaan nichhaavar karne ki a: hai dil mein lagan, ey mere vatan ye jaan nichhaavar karne ki ni: kyaa baat hai aise jeene ki -2 a: kyaa shaan hai aise marne ki a, ni: hai dil mein lagan, ey mere vatan ye jaan nichhaavar karne ki ni: hai maut se rishtaa jeevan kaa paidaa jo huaa vo martaa hai a: is janam-janam ke saathi se naadaan hai vo jo dartaa hai ni: veeron ne reet nibhaai hai -2 marne se mohabbat karne ki a: kyaa baat hai aise jeene ki -2 ni: kyaa shaan hai aise marne ki a, ni: hai dil mein lagan, ey mere vatan ye jaan nichhaavar karne ki a: ye zaalim daakoo hatyaare desh aur insaan ke dushman hai ni: vah vaar karenge ham inpar ye dharm-imaan ke dushman hai a: khaate hain qasam, is desh mein ham -2 ik jashn-e-bahaaraan karne ki ni: kyaa baat hai aise jeene ki -2 a: kyaa shaan hai aise marne ki a, ni: hai dil mein lagan, ey mere vatan ye jaan nichhaavar karne ki a: ye rut hai pyaar mohabbat ki har mod pe husn ke jalve hain ni: mitti mein mahak hai phoolon ki zarron mein chaand sitaare hain a: armaan hai pyaar mein jeene kaa -2 hasrat hai husn pe marne ki ni: kyaa baat hai aise jeene ki -2 a: kyaa shaan hai aise marne ki a, ni: hai dil mein lagan, ey mere vatan ye jaan nichhaavar karne ki
The Hai Dil Mein Lagan song lyrics is written by Sudhakar Sharma in the year 1992. It was sung by Mohammed Aziz, Nitin Mukesh, Suresh Wadkar, featuring Nagma, Sanjay Dutt, Manisha Koirala. The details of Hai Dil Mein Lagan song lyrics are given below:
Movie: Yalgaar
Singer: Mohammed Aziz, Nitin Mukesh, Suresh Wadkar
Lyricist / Lyrics Writer: Sudhakar Sharma
Music / Music Composer: Channi Singh
Artists / Stars: Nagma, Sanjay Dutt, Manisha Koirala
Music On: Tips
Year: 1992