">
Ganpati Bappa Moriya Moriya Bhai Moriya lyrics from Marte Dam Tak (1987) movie is penned by Ravindra Jain, sung by Hemlata, Shabbir Kumar, Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar, music composed by Ravindra Jain, starring Govinda, Farha.
Song Lyrics
Ganpti bappa moriya moriya re moriya ganpti bappa moriya moriya re moriya mangal murti moriya moriya re moriya mangal murti moriya moriya re moriya mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila kis me kitni bhakti hai kis me kitni shakti hai o kaun ye bazi marega kaun khel me harega mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila ye mauka nahi chodege aaj patakhe phodenge ho ye jaan ke humne mauka diya apna wada pura kiya mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila vakra tund mahkay hai tujhme koti sury ki jyoti koti sury ki jyoti shubh kamo ke liye partham teri hi puja hoti teri hi puja hoti pehle puja kar le phir hum duja kam karege duja kam karege lekar tera naam parbhu ham kam tamam karenge kam tamam karenge pooja me koi bair nahi par cheda to kher nahi kaun ye bazi marega kaun khel me harega mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila mauka mila mauka mila badi muskil se ye mauka mila shankar suvan bhawani ke nandan bhakto ke rakhwale bhakto ke rakhwale tera hath ho jiske sar pe koi use kya mare koi use kya mare are jan bujh kar jo agyani maut ke muh me jaye maut ke muh me jaye arey kaise use bacahye bhagwan kab tak use bachaye kab tak use bachaye kis me kitni bhakti hai kis me kitni shakti hai o kaun ye baazi marega kaun khel me harega mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila mauka mila mauka mila badi mushkil se ye mauka mila jis rana ke naam ko sunkar sachda kahe zamana dushman ke ghar aa pahuncha vo ganpti ka deewana dost se ho ya dushman se hum wada kabhi na bhule wo hathiyar bana hi nahi jo badan hamara chu le jag ki himmat to dekho parwat se takraye parwat se takraye apni hasti bhulke chhatra dariya se hod lagaye dariya se hod lagaye tujhpar jinhe bharosa nahi kisi se darte nahi kisi se darte marte dam tak bhagat tere tera hi dam bharte tera hi dam bharte kitna dam is jaani me kaun hai kitne paani me hum ye bazi marenge harne wale harenge mukabila mukabila tere bhaktjano ka mukabila mauka mila mauka mila badi mushkil se ye mauka mila jai ganesh jai ganesh deva jai ganesh jai ganesh deva sewa kare so pave mewa jai ganesh jai ganesh deva ek dant balwant vinayak jai ganesh jai ganesh deva sab dukh haran sakal sukh dayak jai ganesh jai ganesh deva thumri kripa jis par hoyi jai ganesh jai ganesh deva uska shatru hoye na koi jai ganesh jai ganesh deva tu bhagat jano ka pyara jai ganesh jai ganesh deva kar pranam sweekar hamara
The Ganpati Bappa Moriya Moriya Bhai Moriya song lyrics is written by Ravindra Jain in the year 1987. It was sung by Hemlata, Shabbir Kumar, Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar, featuring Govinda, Farha. The details of Ganpati Bappa Moriya Moriya Bhai Moriya song lyrics are given below:
Movie: Marte Dam Tak
Singer: Hemlata, Shabbir Kumar, Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar
Lyricist / Lyrics Writer: Ravindra Jain
Music / Music Composer: Ravindra Jain
Artists / Stars: Govinda, Farha
Music On: T-Series
Year: 1987