">
Sawan Aaya Hai Acoustics lyrics is penned by Tony Kakkar, sung by Tony Kakkar, Neha Kakkar, music composed by Tony Kakkar, starring Tony Kakkar and Neha Kakkar.
Song Lyrics
Humko yeh batao door kaise tum rehte ho Kaise judayi ka gham yaara tum sehte ho Hum tanha mar jayenge Yaara teri yaad mein Dekho bheege hain kitna Ashkon ki barsaat mein Zakhm dikhaun kaise dil ke mere Logon ne kitna sataya hai Mujhe na aur rulana tu sawan aaya hai Mere dardon ko mitana tu sawan aaya hai Sabse chhupa ke tujhe seene se lagana hai Pyar mein tere hadd se ghuzar jana hai Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai Mohabbat barsa dena tu sawan aaya hai Dil yeh dhadakta hai Tere dil ke hi dhadakne se Hum bhi tadapte hain Yaar tere hi tadapne se Ishq mein dooba dooba hoon Mujhko na ab hosh hai Yaar zamin ke ishq mein Aasman behosh hai Kaise dikhaun ab junoon yeh mera Tere ishq mein pagal banaya hai Dil nahi aur dukhana tu sawan aaya hai Tere bhi zakhm dikhana tu sawan aaya hai Tumse door rehna ek saza hai, majboori hai Meri zindagi to yaar tere bin adhoori hai Log to kya kya kehte hain Dil seh seh ke rota hai Kaise tumko bataun Mere sath sanam kya hota hai Apne paraye hone lage hain Jabse tumko apna banaya hai Hamesha sath nibhana tu sawan aaya hai Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
The Sawan Aaya Hai Acoustics song lyrics is written by Tony Kakkar in the year 2017. It was sung by Tony Kakkar, Neha Kakkar, featuring Tony Kakkar and Neha Kakkar. The details of Sawan Aaya Hai Acoustics song lyrics are given below:
Album:
Singer: Tony Kakkar, Neha Kakkar
Lyricist / Lyrics Writer: Tony Kakkar
Music / Music Composer: Tony Kakkar
Artists / Stars: Tony Kakkar and Neha Kakkar
Music On: T-Series
Year: 2017