">
Pahali Nazar Men Hamane To Apanaa lyrics from The Burning Train (1980) movie is penned by Sahir Ludhianvi, sung by Usha Mangeshkar, R D Burman, Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Amit Kumar, music composed by R D Burman, starring Vinod Khanna, Dharmendra, Danny Denzongpa.
Song Lyrics
La la lala lala la lala… La la lala lala la lala.. Pehalee najar me hamne Toh apana dil de diya tha tumko Par tumne der lagaayee ruk Ruk ke baat badhaayee Waise to humne milte hi Tumse apnaa liyaa tha tumko Par jaan ke baat chupaaye Naa kahe ke kadar bhadhaai Dekha tumhe toh hamne Sabse najar utha lee Khone kee chij kho lee Paane kee chij pa lee Ho o sidhe naa sahee, Ghum ke sahee mil toh gaye hain La la la la la……. Pehalee najar me hamne Toh apana dil de diya tha tumko Par tumne der lagaayee ruk Ruk ke baat badhaayee Hamne tumhaaree khaatir Kya kya kiye bahaane Ho o aasaan nahee mohabbat, Abb toh yeh baat maanee Ho o chhoda nahee dam, Jaise bhee ho ham mil toh gaye hain Pehalee najar me hamne toh Apana dil de diya tha tumko Par tumne der lagaayee Ruk ruk ke baat badhaayee [http://www.lyricsming.com] Likha tha aasmaan par, Yu hee yeh khel hona Pehle najar ulajhaana, Phir dil kaa mel hona Ho o chhodo yeh gile, Jaise bhee mile mil toh gaye hain Pehalee najar me hamne toh Apana dil de diya tha tumko Par tumne der lagaayee Ruk ruk ke baat badhaayee La la la la la…….
The Pahali Nazar Men Hamane To Apanaa song lyrics is written by Sahir Ludhianvi in the year 1980. It was sung by Usha Mangeshkar, R D Burman, Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Amit Kumar, featuring Vinod Khanna, Dharmendra, Danny Denzongpa. The details of Pahali Nazar Men Hamane To Apanaa song lyrics are given below:
Movie: The Burning Train
Singer: Usha Mangeshkar, R D Burman, Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Amit Kumar
Lyricist / Lyrics Writer: Sahir Ludhianvi
Music / Music Composer: R D Burman
Artists / Stars: Vinod Khanna, Dharmendra, Danny Denzongpa
Music On:
Year: 1980