">
Tere Mere lyrics from Chef (2017) movie is penned by Rashmi – Virag, sung by Armaan Malik, music composed by Amaal Mallik, starring Saif Ali Khan, Padmapriya Janakiraman, Dhanish Karthik, Dinesh Prabhakar.
Song Lyrics
O… Tere mere darmiyaan hain baatein ankahi Tu wahaan hai main yahaan Kyun saath hum nahin (x2) Faisley jo kiye Faasley hi mile Raahein judaa kyun ho gayi Na tu ghalat, na main sahi Le ja mujhe saath tere Mujhko na rehna saath mere (x2) Le ja mujhe… (x2) Thodi si dooriyan hain Thodi majbooriyan hain Lekin hai jaanta mera dil Ho.. Ik din toh aayega Jab tu laut aayega Tab phir muskuraayega mera dil Sochta hoon yahin Baithe baithe yunhi Raahein judaa kyun ho gayi Na tu ghalat, na main sahi Le ja mujhe saath tere Mujhko na rehna saath mere (x2) Le ja mujhe… (x2) Yaadon se lad raha hoon Khud se jhaghad raha hoon Aankhon mein neend hi nahi hai Ho.. tujhse juda hue toh Lagta aisa hai mujhko Duniya meri bikhar gayi hai Dono ka tha safar Manzilon pe aakar Raahein judaa kyun ho gayi Na tu ghalat, na main sahi Le ja mujhe saath tere Mujhko na rehna saath mere (x2) Le ja mujhe… (x2) Sunn mere Khuda bas itni si meri duaa Lauta de humsafar mera Jaayega kuch nahi tera Tere hi dar pe hoon khada Jaaun toh main jaaun main kahan Taqdeer ko badal meri Mujhpe hoga karam tera…
The Tere Mere song lyrics is written by Rashmi – Virag in the year 2017. It was sung by Armaan Malik, featuring Saif Ali Khan, Padmapriya Janakiraman, Dhanish Karthik, Dinesh Prabhakar. The details of Tere Mere song lyrics are given below:
Movie: Chef
Singer: Armaan Malik
Lyricist / Lyrics Writer: Rashmi – Virag
Music / Music Composer: Amaal Mallik
Artists / Stars: Saif Ali Khan, Padmapriya Janakiraman, Dhanish Karthik, Dinesh Prabhakar
Music On: T-Series
Year: 2017