">
Tujhse Naraz Nahin Zindagi lyrics from Masoom (1960) movie is penned by Gulzar, sung by Anup Ghoshal, music composed by R.D Burman, starring Anup Ghoshal.
Song Lyrics
Tujhse naaraz nahin zindagi Hairaan hun main O hairaan hun main Tere masum sawaalon se Pareshaan hun main O pareshaan hun main Tujhse naaraz nahiin zindagi Hairaan hun main O hairaan hun main Tere masum sawaalon se pareshaan hun main O pareshaan hun main Jeene ke liye socha hi nahi Dard sambhaalne honge Jeene ke liye socha hi nahi Dard sambhalne honge Muskuraye to muskurane ke Karz utarne honge Ho muskuraun kabhii to lagata hai Jaise honthon pe karz rakha hai Tujhse naaraaz nahin zindagi Hairaan hun main O hairaan hun main Zindagi tere gam ne hamein Rishte naye samajhaye Zindagi tere gam ne hamein Rishte naye samajhaye Mile jo hamein dhoop mein mile Chaanv ke thande saaye Ho tujhse naaraaz nahin zindagi Hairaan hun main O hairaan hun main Aaj agar bhar aai hain Boondein baras jaayegi Aaj agar bhar aai hain Boondein baras jaayegi Kal kyaa pataa inke liye Aankhein taras jaayegi Ho jaane kab gum hoya kaha khoyaa Ek ansuun chhupake rakha tha Ho tujhse naaraaz nahin zindagi Hairaan hun main O hairaan hun main Tere masum sawaalon se Pareshaan hun main [O pareshaan hun main] x3
The Tujhse Naraz Nahin Zindagi song lyrics is written by Gulzar in the year 1960. It was sung by Anup Ghoshal, featuring Anup Ghoshal. The details of Tujhse Naraz Nahin Zindagi song lyrics are given below:
Movie: Masoom
Singer: Anup Ghoshal
Lyricist / Lyrics Writer: Gulzar
Music / Music Composer: R.D Burman
Artists / Stars: Anup Ghoshal
Music On:
Year: 1960