">
Aaye Ho Meri Zindagi Me Tum Bahar Banke lyrics from Raja Hindustani (1996) movie is penned by Sameer, sung by Udit Narayan, music composed by Nadeem Shravan, starring Karishma Kapoor, Aamir Khan.
Song Lyrics
Aaye ho meri zindagi mein Tum bahar banke [x3] Mere dil mein yunhi rehna haaye Mere dil mein yunhi rehna Tum pyar pyar banke Aaye ho meri zindagi mein Tum bahar banke Aankhon mein tum base ho Sapne hazaar banke Aankhon mein tum base ho Sapne hazaar banke Mere dil mein yunhi rehna haaye Mere dil mein yunhi rehna Tum pyar pyar banke Aaye ho meri zindagi mein Tum bahar banke Ghoonghat mein har kali thi Rangon mein na dhali thi Ghoonghat mein har kali thi Rangon mein na dhali thi Na shokh thi hawaein, Na khusboo mann chali thi Aaya abke mausam kaisa khumaar banke Aaya abke mausam kaisa khumaar banke Mere dil mein yunhi rehna haaye Mere dil mein yunhi rehna Tum pyar pyar banke Aaye ho meri zindagi mein Tum bahar banke Mann ka nagar tha khaali Sookhi padi thi daali Mann ka nagar tha khaali Sookhi padi thi daali Holi ke rang pheeke Be-noor thi diwali Rimjhim baras pade ho Tum toh phuhaar ban ke Rimjhim baras pade ho Tum toh phuhaar ban ke Mere dil mein yunhi rehna haaye Mere dil mein yunhi rehna Tum pyar pyar banke Aaye ho meri zindagi mein Tum bahar banke Aankhon mein tum base ho Sapne hazaar banke Mere dil mein yunhi rehna haaye Mere dil mein yunhi rehna Tum pyar pyar banke Aaye ho meri zindagi mein Tum bahar banke [x3]
The Aaye Ho Meri Zindagi Me Tum Bahar Banke song lyrics is written by Sameer in the year 1996. It was sung by Udit Narayan, featuring Karishma Kapoor, Aamir Khan. The details of Aaye Ho Meri Zindagi Me Tum Bahar Banke song lyrics are given below:
Movie: Raja Hindustani
Singer: Udit Narayan
Lyricist / Lyrics Writer: Sameer
Music / Music Composer: Nadeem Shravan
Artists / Stars: Karishma Kapoor, Aamir Khan
Music On: Tips
Year: 1996