">
Mujhe Ishq Hai lyrics from Ummeed (1962) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Mohammed Rafi, music composed by Ravi, starring Joy Mukherjee, Nanda, Ashok Kumar.
Song Lyrics
Mujhe ishq hai tujhi Se meri jane zindgani Tere pas mera dil hai Mere pyar ki nishani Mujhe ishq hai tujhi Se meri jane zindgani Tere pas mera dil hai Mere pyar ki nishani Mujhe ishq hai tujhi se Meri zindagi me tu hai Mere pas kya kami hai Jise gum nahi fiza ka Wo bahar tu ne di Meri zindagi me tu hai Mere pas kya kami hai Jise gum nahi fiza ka Wo bahar tu ne di Mere pyar pe hui hai Teri khas meharbani Tere pas mera dil hai Mere pyar ki nishani Mujhe ishq hai tujhi se Tere husn ne dihkayi Mujhe bekhudi ki rahe Ye hasin lab nashile Ye jhuki jhuki nigahe Tere husn ne dihkayi Mujhe bekhudi ki rahe Ye hasin lab nashile Ye jhuki jhuki nigahe Teri julf chinti hai ye Ghatao ki jawani Tere pas mera dil hai Mere pyar ki nishani Mujhe ishq hai tujhi se Na mujhe game mukaddar Na mujhe gam e jamana Tere dam se hai Salamat mere dil ka ashiyana Na mujhe game mukaddar Na mujhe gam e jamana Tere dam se hai Salamat mere dil ka ashiyana Rahegi juba par Tere pyar ki kahani Tere pas mera dil hai Mere pyar ki nishani Mujhe ishq hai tujhi se Meri jane zindgani Tere pas mera dil hai Mere pyar ki nishani Mujhe ishq hai tujhi se
The Mujhe Ishq Hai song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1962. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Joy Mukherjee, Nanda, Ashok Kumar. The details of Mujhe Ishq Hai song lyrics are given below:
Movie: Ummeed
Singer: Mohammed Rafi
Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni
Music / Music Composer: Ravi
Artists / Stars: Joy Mukherjee, Nanda, Ashok Kumar
Music On: Saregama Music
Year: 1962